When i think about my self
Jab bhi sochta hun apne bare mein kuch alfaaz dil se nikal Jate hai.
Jab bhi hota hun tanha kuch alfaaz dil se nikal jate hai,
Zindagi iss mod pe le aayegi yeh socha nahi tha magar jab sochta hun kuch alfaaz dil se nikal jate hai.
Jab bhi rota hun akele mein kuch alfaaz dil se nikal jate hai,
Kismat ke iss khel ko kabhi parkha toh nahi tha magar jab bhi gaur karta hun kuch alfaaz dil se nikal jate hai.
Jab bhi chalta hun akela raston par kuch alfaaz dil se nikal jate hai,
Logon ki pareshaaniyon ko kabhi samjha toh nahi magar jab dekhta hun sab ko pareshaan kuch alfaaz dil se nikal jate haiā¦

Labels: kavita

2 Comments:
At 8:50 AM,
EDWARD420 said…
VERY NICE................REALLY DESCRIBES MY FEELINGS RIGHT NOW......
At 8:51 AM,
ALONE333 said…
VERY NICE................REALLY DESCRIBES MY FEELINGS RIGHT NOW......
Post a Comment
<< Home